Ajay Devgn is a superstar of Bollywood and famous for his brilliant dialogue delivery. If you look at his Movies Dialogues you will find that he got many punchline dialogues. Like Dua me yaad Rakhna from Once upon a time in Mumbaai. So We are sharing some Great Dialogues of Ajay Devgan.

We have Separate Article for Once Upon a Time in Mumbaai Check Ajay Devgn Dialogues in Once Upon a Time in Mumbaai.

Ajay Devgan Dialogues in Diljale

Is dharti se gaddari mat kar …

varna yeh dharti phategi, sholay uglegi …

aur tujhe raakh kar degi

Agar woh chale gaye …

toh insaan nahin, barood bankar lautenge

Main mar nahin sakta, na hi zinda pakda ja sakta hoon …

bas maar sakta hoon, sirf maar sakta hoon

Jaan pyari hai toh uska khayal tak apne dil se nikaal do …

Dialogues of Ajay Devgan Filmykeedayvarna jal jaoge …

kyun ki hum diljale hain

Yeh aankhen, yeh chehra, yeh noor …

insaan ho ya pari ho tum

Hum toh kabse apni jaan hatheli pe liye ghoom rahe hain …

kambakht koi leta hi nahin

Pyar mein sauda karne ki aadat in aamiron ki …

jaan le leti hai hum jaise gareebon ki

Aag joh dil mein lagi hai, usse duniya mein laga doonga main

joh teri doli uthi, zamaane ko jalaa doonga main

Joh jab Hindustan ko mitana chahega … mitti mein mil jayega

Ajay Devgan Dialogues in Dilwale

Yeh duniya hum mein milne nahi degi …

lekin main bhi ab is duniya ko jeene nahi doonga

Mohabbat mere dost, aag bhi lagati hai un dilon ko …

jin mein mohabbat ke chirag jalte hai

Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai …

yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai

Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha …

meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha

Ajay Devgan Dialogues in Son of Sardar

Paaji Sardar par joke na karna aur joker mat samajhna

Joh Hindustan leave karke aata hai na …

usko muhalle waale Hindustan Lever bolte hai

Sardar ki dastaar par haath uthayega na …

toh Sardar utha dega

Boothi changi nahi ho te baat changi karni chahiye …

aur baat changi na kar sako …

toh mooh band rakhna chahiye

Tere khandaan mein maarne ka rivaj hai kya?

Kabhi kabhi mere dil mein sawaal aata hai …

ki agar duniya mein Sardar na hote toh kya hota? …

sorry yaar duniya bekaar bina son of Sardar

Oye paaji kadhi has bhi liya karo

Bhichad ke tujhse ab mujhe marna hai …

yeh tajurba issi zindagi mein karna hai

Click for More Dialogues of Ajay Devgan