Dum Laga Ke Haisha shows the true flavor of the Uttar Pradesh and each and every dialogue of the film gives you a view of UP. We are sharing all super hit dialogues of Dum Laga Ke Haisha.

Also Read: Review of Dum Laga Ke Haisha

Dialogues of Sanjay Mishra

Dasvi to nikal na paya Juhi chawla ke sapne dekh raha hai..

Ye shakha hi barbad karegi tereko, Krantikari banenge makhhi
to mari na jati tere se…

Dum Laga ke Haisha Movie poster

Dialogues of Bhumi Pednekar

Papa ji na sahi kehte hai, tum haridwar wale na daba ke rakhte
ho lakshmi apne ghar me…

Ji prem ka vivah tha sandhya ke sath lekin prem to tha hi
nahi..

Dialogues of Ayushmann Khurana

Ye grahasth jiwan ka gurutwaakarshan daldal me khech ke
rahega mujhe shakha babu..

Stri sukh anand na hai mere liye ye to bas sharirik vivashta hai..

Mere ghodu baap ne zindagi barbad kardi meri..

ye sb ke sab maje lute h meri taklif pe..

Hath chord de gusand pad jayega tereko…

main kuch karunga aur apna astitva banaunga…

yehi mauka hai mummi tu bhi case dalwa le nari prataran kendra
me apna…

Shakha babu

dekh hum to thehre prachin bharat ki sabhyata ke avsheh,ab
nayi grahsti ke nepal me to apna ye prem karyarat hai..

Tu bas apni sharirik vivashta ke maje le…

Friend
Mujhe showk na hai kya bambai jane ka hero ban ne ka kaise
tede mede hero aa rahe hai aajkal..

Bua
ye to jite ji randwa bana gayi humare lappu ko…kya bataye..

Piche awaz lagaye bina tatti to na nikle hai tumhari hain bhai
sahab?..

Others
Raat ko unse keh angreji filam lagaye, thoda mahol banega
kranti ayegi vicharo me…

Sayana ho gaya apna prem…

You can share your favourite dialogues of Dum Laga Ke Haisha in the Comment section.