Trishul is a Bollywood Drama film, Starring Sanjeev Kumar, Amitabh Bachchan and Shashi Kapoor. The film has some great dialogues and movie is a must watch for Businessman. It shows the confidence of a man, how he can reach to top with the positive attitude and a goal in life.  Trishul is a must watch the movie for Businessman.

Trishul was a multi starer movie starring Rakhi, Hema Malini, Waheeda Rehman, Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sachin etc . it was very successful at the box office and it was the best film of 1978.

It was remade in Tamil as Mr. Bharath starring Rajnikanth and Sathyaraj.

Dialogues of Amitabh Bachchan

MR. R.K Gupta

Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye toh uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon.

Jisne pachchees saal se apni maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar.

Mujhse 5 minute na mil kar apne apna 5 lakh ka nuksaan kiya hai.

Mere zakhm jaldi nahin bharte.

Mai paanch lakh ka sauda karne aya hoon, aur mere jeb mein paanch phooti kaudia bhi nahin hai!

kya wo us aadmi se bhi nahi mil sakte jo unka laakho ka fayeda karwa sakta hai?

Imaandaro ke saath imaandari … baimaano ke saath baimaani

Kal Subah 11 Baje tak ye zameen khali ho jaani chahiye Madhav Singh

Main nahi chahta ki mujhse maar khane ke bad tum logo ko hospital pohochne me deri ho..

Zindagi me kuch batein fayede aur nuksaan se upar hoti hai.. lekin ye baat kuch log nahi samajhte.

Kya jayaz hai aur kya najayaz ye baat mujhse jada kon jaan sakta hai..

lagta hai maine aapki kisi dukhti rag pe hath rakh diya.

lekin sahi baat sahi mauke sahi waqt pe ki jaye to uska maza hi kuch aur hai.

Aur aap, Mr R K Gupta, aap mere najayaz baap hai. Meri maa ko aap se chahe zillat aur beizzati ke siva kuch na mila ho, lekin main apni maa, usi Shanti ki taraf se aap ki saari daulat vapas karta hu. Aaj aap ke paas aap ki saari daulat hai sab kuch sahi, lekin maine aap se bada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta

Mujhse paanch minute na milkar … aapne apna paanch lakh ka nuksaan kar diya hai

You are right, Mr R K Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur haan, mere banaye hue colony mein agar aapko ghar chahiye, toh taqalluf mat kijiyega, makaan aap ko mil jayega.

Mere paas apne baap dada ki daulat ki nahi ek pai hai, aur nahi mujhe chahiye … mere paas agar kuch hai toh apni maa ka diya hua aashirwaad

Maa, main aa gaya hoon.

Wo us sadak se nahi guzrega jispar aapka aana jaana ho.

Tumhe lagta hai main rupiya kama raha hu.. nahi! main kisi se apni maa ke ansuyo ka hisab le raha hu.

Wo bhi to aapki mehnat aur lagan ko kodiyo ke naam kharid kar aapse beimani kar rahe hai.

Shanti Construction, Main is naam ko asmaan par likha dekhna chahta hu..

Jo kaam dusro ne 25 baras me kiya hai mujhe ek baras me karna hai.

Dialogues of Sanjeev Kumar

Kamaal is baat ka nahi hai shekhar ki usne wo zameen khali karwa di ya 5 lakh rupee ka intezaam itni jaldi karliya.. kamaal ye hai ki wo janta tha ki wo ye sab kuch kar sakta tha…

Ye aadmi zindagi me kuch na kuch karega.

Zindagi ka khel main tamasha ban kar nahi dekh sakta.. ye khel main hamesha jeeta hu

Mujhe jeetne ki aadat si pad gayi hai.

Business akal se kiya jata hai jazbaat se nahi.

Dialogues of Waheeda Rehman

Main teri aankhon me aansu nahi Himmat Dekhna chahti hu.

Ye duniya badi Sangdil hai beta ye kamzoro ko jeene nahi deti.

Dialogues of Shashi kapoor

Kamaal hai humare khayalaat kitne milte hai..!

Others

Duniya me har insaan Bikau nahi hota.

Beta tum aa to gaye ho lekin wapas nahi jaaoge..