Filmy Maa (Mother)

Filmy maa

Beta, Itne paise… Tum kaha se laaye?

Ghar me do do jawan betiya hai… unki shaadi kaise hogi

Kya isi din ke liye tujhe paida kiya tha mene?

Main kehti hu, duur ho ja meri nazaro se

Kya isi din ke liye mene tujhe paal pos ke bada kiya tha

Tum mere liye mar chuke ho!!

Ye tune kya kiya kalmuhi, kisi ko muh dikhane layak nahi rakha hume

Ek baar fir mujhe maa kehke pukaro beta, ye lafz tumhare muh se sun ne k liye me taras gayi thi

Filmy Babuji (Father)

Is ghar ke darwaze tumhare liye band hai

Ab hum kisi ko muh dikhane k kabil nahi rahe

Beta tumne meri aankhen khol di

Dur hoja meri nazaro se, Ek phooti kaudi nahi dunga tujhe

Thehro, Yeh shaadi nahi ho sakti!

Nahi! Hamara beta ye kaam kabhi nahi kar sakta

Doctors of Bollywood

Arre! Inhe to tezz bukhar hai

Agle 24 ghante critical hain

Agar agle 24 ghante me hosh nahi aaya to…

Agar inhe lane me thodi si bhi der ho jati to bachana mushkil tha

Unhe dawa ki nahi dua ki zarurat hai

Khoon bohot beh gaya hai

Ye to Police case hai

Hum apni taraf se puri koshish kar rahe hain

I am sorry, hum unhe nahi bacha sake