Dialogues of Vikram Vedha Hindi version are getting applause all over, Vikram Vedha is the latest Bollywood remake starring Hrithik Roshan and Saif Ali Khan in the lead roles. This is a story of cop vs Bad guy. Vedha's character is played by Hrithik Roshan, and Hrithik Roshan's Dialogues in Vikram Vedha are superb, People love his desi style and his dialogue delivery is brilliant. Dialogues of Vikram Vedha Vikram Vedha dialogues in Hindi 2022 film Ek Kahani Sunaye sir? Kisse kab aur kitna bolna hai ye hum bohot pehle samajh gaye the sir ~ Hrithik Roshan (Vedha) Kisse kab aur kitna bulwana hai ye bhi hum bohot pehle samajh gaye the ~Saif Ali Khan (Vikram) Ek aparadh ek dand Agar aparadh karne wale ko saja dete hai to karwane wala bach nikalta hai, aur agar karwane wale ko saja dete hai to karne wala bach nikalta hai, kisko saja denge aap? karwane wale ko ya Karne wale ko? dui kadam chalte na to jaante ki tarraki ka rasta aage badhkar hi khult...