Saand Kitna bhi akela ho uski Hifazat ke liye hamesh Bhaand hote hai, Anil Kapoor to his Team . Jagah jagah moot karke Kutte apna ilaka batate hai, Sher kabse aisa Karne lage?, John Abraham (Manya Surve) to Sonu Sood (Dilawar Imtiaz Haskar). Main vo Bruce hoon jisne 8 saal se lee nahi..dekhoon ye purza chalta bhi hai, says Tusshar (Munir) to John Abraham (Manya Surve) . Aisi koi Police ki jeep bani nahi jo mujhe yaha se le jaye..Theek hai ambulance mein le jaunga, Others. Police ki Goli mein itna Loha hai ki ek baar thok di toh khoon mein kabhi Iron ki Kami nahi hogi, Anil Kapoor (ACP Ishaque Bagwan) to Manoj Bajpayee (Zubair Imtiaz Haskar) Aaj mujhe pata chala ki vardi ka rang khakhi kyu hota hai, taaki ispe koi bhi hag de, Anil Kapoor (ACP Isaque Bagwan) to Jackie Shroff . Ek hijre ke haath mein bandook ho toh vo apne aap ko mard samajhta hai aur ek gundey ke haath mei bandook ho toh khud ko khuda samajhta hai, Anil Kapoor (ACP Isaque Bagwan) . Kaam kya karega? Badan ...