Hero ban ne ke liye jigar ki zaroorat hai bhai. Meri mardangi ke baarey mei kuch bhi pooch sakte ho, report acchi hi milegi. Goli aur gussa sahi waqt par kharch karna chahiye Guroor mei doob ke samundar ko kya pata tha rann ban jayega. Jitni tu sexy hai utni tu danger Leela to Ram: Jitna tu danger hai utna tu hoshiyaar Jigar pe mat jaa, trigger daba doongi Bada badtameez, besharam, khudgarz hota hai par pyaar toh aisa hi hota hai Marne ki sau wajah hai jeene ki sirf ek Tu mera guroor hai, maan hai. Teri jagah koi aur hota toh gale kaat deti. Agar balatkariyon ko saza nahi de sakte toh bandook daal do. Yeh darti naa toh chupke waar karti, Khullam khulla pyaar na karti Har goli ke saath ek beta nahi, ek maa bhi mar jaati hai Jitni tu khoobsoorat hai na, Utni badi kamini bhi Green hai angoor, kele ka rang peela hai, Kehdo saari duniya se, Ram ki Leela hai Namkeen nani, naughty nana hai, Leela ko Ram ke ghar jana hai ab Ram naam ka raag lagey, Toh paani mei bhi aag lagey A...