Filmy Keeday

Yeh Jawaani Hai Deewani all Songs Lyrics

· 0 comments

yeh jawaani hai deewani poster lyrics songs,movie review

Badtameez Dil Lyrics

Badtameezee ek bimari hai Ek aisi bimari Jo dhere dhere waqt ke saath Budhaape mein badal jaati hai Main kehta hoon jab tak budhaapa nahi aata Thodi badtameezee hi kar lete hai Paan main pudeena dekha Naak ka nageena dekha Chikni chameli dekhi Chikna kameena dekha Chaand ne cheater hoke cheat kiya toh Saare taare bole gilli gilli akhaa Pa para para... Meri baat, teri baat Zyada baatein boori baat Thaali mein katora leke Aaloo bhat, Muri bhat Mere peeche kisi ne repeat kiya toh Saala maine tere muh pe maara mukka Ispe bhoot koi chadha hai Theharna jaane naa Ab toh kya buraa kyaa bhalaa hai Fark pehchaane naa Zidd pakad ke khadaa hai kambakht Chhodna jaane naa Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai Jaane na jaane na Badtameez dil, battameez dil badtameez dil Maane naa.. Hawa mein hawaana dekha Dhimka falaana dekha Seeng ka Singhara khaake Sher ka ghuraana dekha Poori duniya ka gol gol chakkar leke Maine duniya ko maara dhakka Pa para para.. Hey Bollywood Hollywood very very jolly good Raayi ke pahaad par teen futa liliput Mere peeche kisi ne repeat kiya toh Saala maine tere muh pe maara mukka Ayaashi ke one way se khudko Modna jaane naa Kambal bewajah sharam ka Odhna jaane naa Zidd pakad ke khadha hai kambakht Chodhna jaane na... Haha.. Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Aaj saare, chaand taare Bann gaye hai disco lights Jal ke, bujha ke humko bula ke Keh rahe hai, Party all nights Naata betuki dillagi se, todna jaane na Aane wale kal ki fikar se, judna jaane na Zidd pakad ke khada hai kambakht Chodhna jaane na... Haha.. Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai Jaane na jaane na Badtameez dil, battameez dil badtameez dil Maane naa..

Balam Pichkaari

Itna maza, kyun aa raha hai Tune hawa mein bhaang milaya Dugna nasha, kyun ho raha hai Aankhon se meetha tune khilaya Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi Manchali chaal kaise nawaabi ho gayi, toh? Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2) Kyun 'no-vacancy' ki, hothon pe gaali hai Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai (kamra toh khaali hai...) Mujhko pata hai re Kya chahata hai tu Boli bhajan teri Neeyat Qawwali hai Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi, toh? Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa, Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2) Haan, bole re zamana kharabi ho gayi Haan, bole re zamana kharabi ho gayi...