Filmy Keeday

All Superhit and Best Dialogues of Pran Sahab

· 0 comments
Pran Sahaab who Passed away on 12th July 2013 was a Brilliant actor and had a great Bollywood career over six decades, he was One of the highest paid actors from 1969 to 1982. Most of the time Pran was paid more than Lead actor of the movie, writers writes roles specially for Pran Sahaab as per their acting style. We all miss Pran Sahaab's awesome dialogue delivery, you can watch some of his great movies with awesome Dialogues, Madhumati, Upkaar, Zanjeer and Amar Akbar Anthony. pran in Zanjeer as a Villain

Best Dialogues of Pran Sahab

Zanjeer Is ilaaqe mein naye aaye ho sahab? ... varna Sher Khan ko kaun nahin jaanta Zanjeer Sher Khan aaj ka kam kal par nahi chodta Zanjeer Sher Khan ne shaadi nahi ki to kya hua ... lekin baaraatein bahut dekhi hai Zanjeer Chillaaoo nahi sahab ... gala kharab ho jayega Zanjeer Hum aaya to tha karza lene ... lekin tumne Sher Khan ko hi khareed liya Zanjeer Sher Khan khud aaya tha khud chala jayega Zanjeer Sher Khan kaale ka dhanda karta hai ... lekin imaandari se Ganga ki Saugand Zulm karne waala bhi paapi ... aur zulm sehne waala bhi paapi Purab aur Pachhim Agar tumhare maathey ki bindiya aur maang ka sindoor, suhaag ki nishani nahi kalank hai ... toh mita do isse Don Jee chahta hai tujhe gande keede ki tarah masal doon ... magar main apne haath gande karna nahi chahta Don Insaan apni burai chod sakta hai ... lekin insaan ki badnaami hamesha uske saath rehti hai Sheesh Mahal Main bhi purana cheedie maar hoon, par katarne achchi tarah se jaanta hoon. Sharaabi Aaj ki duniya mein agar zinda rehna hai ... toh duniya ke button apne haath mein rakhne parte hai Karz Pyar mein toh budha bhi jawaan lagta hai ... ladki Shirin aur ladka Farhad lagta hai Karz Musalmaan ke yahan parvarish, hinduon se dosti aur angrezon ke shaunk rahe hai mere Karz Pyar mohabbat mein toh hum tan mann jaan lutaya ... dhokha de dai dost ko ab dekh Kabira aaya Karz Joh ladka ladki ki kare hifazat usse shaadi ki hai ijazat Karz Joh santo ki baat na mane woh barso pachtaye ... jis jis raah se guzre tis tis joote khaye Naseeb Hum apne dhande mein jis kisike saath taluk rakhte hai ... uski agli, pichli, sari zindagi ka hisaab kitaab apni kitaab mein rakh lete hai Upkaar Ration par bhashan bahut hai ... lekin bhashan par ration koi nahi Nastik Main teri maut itni kharaab kar doonga ... ki tujhe dekh kar maut ka farishta bhi kaamp uthe Around The World Tokyo mein rehte ho par tokne ki aadat nahin gayee Common Dialogue in Movies Barkhordar Do share your favorite dialogues of Pran Sahab in the comment section.