Filmy Keeday

All hit Dialogues of Dum Laga ke Haisha

· 0 comments
Dum Laga Ke Haisha shows the true flavor of the Uttar Pradesh and each and every dialogue of the film gives you a view of UP. We are sharing all super hit dialogues of Dum Laga Ke Haisha. Also Read: Review of Dum Laga Ke Haisha Dialogues of Sanjay Mishra Dasvi to nikal na paya Juhi chawla ke sapne dekh raha hai.. Ye shakha hi barbad karegi tereko, Krantikari banenge makhhi to mari na jati tere se... Dum Laga ke Haisha Movie poster Dialogues of Bhumi Pednekar Papa ji na sahi kehte hai, tum haridwar wale na daba ke rakhte ho lakshmi apne ghar me... Ji prem ka vivah tha sandhya ke sath lekin prem to tha hi nahi.. Dialogues of Ayushmann Khurana Ye grahasth jiwan ka gurutwaakarshan daldal me khech ke rahega mujhe shakha babu.. Stri sukh anand na hai mere liye ye to bas sharirik vivashta hai.. Mere ghodu baap ne zindagi barbad kardi meri.. ye sb ke sab maje lute h meri taklif pe.. Hath chord de gusand pad jayega tereko... main kuch karunga aur apna astitva banaunga... yehi mauka hai mummi tu bhi case dalwa le nari prataran kendra me apna... Shakha babu dekh hum to thehre prachin bharat ki sabhyata ke avsheh,ab nayi grahsti ke nepal me to apna ye prem karyarat hai.. Tu bas apni sharirik vivashta ke maje le... Friend Mujhe showk na hai kya bambai jane ka hero ban ne ka kaise tede mede hero aa rahe hai aajkal.. Bua ye to jite ji randwa bana gayi humare lappu ko...kya bataye.. Piche awaz lagaye bina tatti to na nikle hai tumhari hain bhai sahab?.. Others Raat ko unse keh angreji filam lagaye, thoda mahol banega kranti ayegi vicharo me... Sayana ho gaya apna prem... You can share your favourite dialogues of Dum Laga Ke Haisha in the Comment section.