Filmy Keeday

YAARIYAN 2014 Movie All Songs LYRICS

· 0 comments

Yaariyan Lyrics Track list

ABCD - Honey Singh, Benny Dayal, Shefali Alvares Baarish (Dard-e-Dil ki Sifarish) - Mohammed Irfan Sunny Sunny - Honey Singh Allah Waariyan - Shafqat Amanat Ali Love Me Thoda Aur - Arijit Singh & Monali Thakur Meri Maa - KK | Anupam Amod Zor Lagaake Haishaa - Vishal Dadlani Mujhe Ishq Se - Tulsi Kumar

yaariyan 2014 Movie wiki box office

BAARISH LYRICS - Yaariyan Song (Is Dard-e-Dil Ki Sifarish)

Yaariyan ve... Yaariyan Yaariyan ve... yaariyan ve.. Yaariyaan... yaa.... Dil mera hai nasamajh kitna Besabar ye bewkoof bada Chahta hai kitna tujhe Khud magar nahi jaan sakaa Is dard-e-dil ki sifarish Ab kar de koi yahaan Ki mill jaaye isey woh baarish Jo bhigaa de poori tarah (x2) Yaariyan ve... Yaariyan... Kya huaa asar tere saath reh kar naa jaane Ki hosh mujhe naa raha Lafz mere thhe zubaan pe aake ruke Par ho na sake woh bayaan Dhadkan tera hi naam jo le Aankhein bhi paighaam ye de Teri nazar ka hi ye asar hai Mujh pe jo huaa Is dard-e-dil ki sifaarish Ab kar de koi yahaan Ki mill jaaye isey woh baarish Jo bhiga de poori tarah (x2) Tu jo mila Toh zindagi hai badli Main poora naya ho gaya Hai be-asar duniya ki baatein badi Ab teri sunu main sadaa Milne ko tujhse, bahaane karun Tu muskuraaye, wajah main banun Roz bitaana saath mein tere, saara din mera Is dard-e-dil ki sifaarish Ab kar de koi yahaan Ki mill jaaye isey woh baarish Jo bhiga de poori tarah (x4)

ABCD LYRICS - Yaariyan Song by Honey Singh

Yo Yo Honey Singh! Raat ko hoga hungama Jab chamkega chanda mama Suit boot ko goli maaro Pehan ke aa jaao pajama (x2) Yaaron ki yaari Taazi karaari Uspe hai mauqa Phir kaahe ki duniyadari Music lagaaye Mehfil jamaaye Duniya ki aisi ki taisi No zimmedaari Woh o o... Kya chhora... o o Kya chhori... o o Say everybody.. Say woh o... Hai hum bhi.. o o Ho tum bhi.. o o Toh chaalu ho pajama party A for Aao re aao B for Bhaao na khaao C se Chilla ke gaao D se Daaru peete jaao (x2) O o... Thode sayaane zyada deewane Teacher ke lecture ko dirty picture bana de Jitne bigaadu utne jugaadu College ke campus ko rocking disco bana de Woh o... Kasam se.. o o hai humse.. o o Duniya saari say woh o... Hai hum bhi.. o o Ho tum bhi.. o o Toh chaalu ho pajama party A for Aao re aao B for Bhaao na khaao C se Chilla ke gaao D se Daaru peete jaao (x2) Raat ko hoga hungama Jab chamkega chanda mama Suit boot ko goli maro Pehan ke aa jaao pajama Pajama loose loose Butter chicken and some booze Kudiyon ka laga hai buffet Chaahe jo kar lo choose Ek ya do Do ya teen Kis kis ko main karu choose Yahaan sab hi hai haseen haseen Ye kudiyaan mujhse Kya kya karwayengi Mera astrologer bhi hai kehta Tujhko ladkiyan marwayengi Woh o o... Kya chhora... o o Kya chhori... o o Say everybody.. Say woh o... Hai hum bhi.. o o Ho tum bhi.. o o Toh chaalu ho pajama party A for Aao re aao B for Bhaao na khaao C se Chilla ke gaao D se Daaru peete jaao (x2) Aaj blue hai paani Paani pani paani paani paani Aur din bhi sunny Sunny sunny sunny sunny sunny Aajaao on the beach yaar Photo meri kheench, phooti kismat hogi teri Gar tune ye baat na maani (x2) O ho... O ho... Sunset ka time ho Thandi-thandi ret ho Let's go to party yaara Mujhse na ab wait ho Music chala do Shuru karo party ho gayi der Bottle pila do mujhko Bas phir yaara, i don't care

SUNNY SUNNY LYRICS - Yaariyan | Yo Yo Honey Singh

Aaj blue hai paani Paani pani paani paani paani Aur din bhi sunny Sunny sunny sunny sunny sunny Aajaao on the beach yaar Photo meri kheench Phooti kismat hogi teri Agar tune ye baat na maani (x2) O ho... O ho... Ehe he he.. Tera pyaar.. that's all i need O mere yaar! Ek tu ho, main hoon Aur sea-side pe paani ka shor Aaja meri baahon me Girl what you waiting for Tujhko me leke chalun phir pyari si yacht pe Ho jaayenge hum talli Malibu ke shot pe Aaj blue hai paani Paani pani paani paani paani Aur din bhi sunny Sunny sunny sunny sunny sunny Aajaao on the beach yaar Photo meri kheench phooti kismat hogi teri Gar tune ye baat na maani (x2) o ho.. o ho...

ALLAH WAARIYAN LYRICS - Yaariyan | Shafqat Amanat Ali

Apne roothein, paraaye roothein Yaar roothe naa Khwaab tootein, waade tootein Dil ye toote naa (x2) Roothe to khuda bhi roothe Saath chhoote naa (x2) O Allah Waariyan O main toh haariyan O tooti yaariyan mila de oye! (x2) Udte patangon mein Holi waale rangon mein Jhoomenge phir se dono yaar (x2) Waapas to aaja yaar Seene se laga ja yaar Dil to huey hain zaar-zaar Ho apne roothein, paraaye roothein Yaar roothe naa Khwaab toote, waade toote Dil yeh toote naa Roothe toh khuda bhi roothe Saath chhoote naa Roothe to khuda bhi roothe Saath chhoote naa O Allah waariyan O main toh haariyan O tooti yaariyan mila de oye! (x2) Reh bhi na paayein yaar Seh bhi na paayein yaar Behti hi jaaye dastaan (x2) Umr bhar ka intezaar Ik pal bhi na qaraar Ungli pe nachaaye dastaan Ho apne roothe, paraaye roothe Yaar roothe naa... Khwaab toote, waade toote Dil yeh toote naa.. Roothe to khuda bhi roothe Saath chhoote naa Roothe to khuda bhi roothe Saath chhoote naa O Allah wariyan O main toh haariyan O tooti yaariyan mila de oye! (x4)

LOVE ME THODA AUR LYRICS - Yaariyan | Arijit Singh, Monali Thakur

O ho ho o... Shaayaron se lafz leke thode se udhaar Bolna ye chahta hun dil se tumko yaar Ho raha tha, ho gaya hai halka sa khumaar Koi naa raha hai dil pe apne zor Love me thoda aur! Let me tell you tonight When the stars are shining bright Love me thoda aur! Just take my hand in your hand And then don't you let it go Love me thoda aur! All I need is the time When I promise that you'll be mine* Love me thoda aur! With you by my side I know I'll be fine O ho ho o... Teri baaton ki pyaari si, meethi si khushboo main leke saath mein Muskuraata sa, neendon se, khwabon se milta hoon main to raat mein Yeh adaa hai nayi Yeh adaa aa gayi Tu jo mila, kabhi na kiya tha Khud pe itna gaur Love me thoda aur! Let me tell you tonight When the stars are shining bright Love me thoda aur! Just take my hand in your hand And then don't you let it go Love me thoda aur! All I need is the time When I promise that you'll be mine* Love me thoda aur! With you by my side I know I'll be fine Tum ho ya na ho Lagta hai jaise ki ab tum hi to ho Har ghadi ho.. milta tumse hoon Jitna main utni hi milne ki wajah hai badhi Milne ki koshishein, Pyar ki khwahishein hoti rahein Tujhe dekh ke hai saansein karti shor Love me thoda aur! Let me tell you tonight When the stars are shining bright Love me thoda aur! Just take my hand in your hand And then don't you let it go Love me thoda aur! All I need is the time When I promise that you'll be mine* Love me thoda aur! With you by my side I know I'll be fine O ho ho ho o....

MERI MAA LYRICS - Yaariyan

Jab chot kabhi mere lag jaati thi To aankh teri bhi to bhar aati thi Maa.... o maa! Jab chot kabhi mere lag jaati thi To aankh teri bhi to bhar aati thi Ek chhoti si phoonk se teri Sabhi dard mere hote thhe gum Aaj bhi koi chot lage to Yaad aati ho, yaad aati ho tum Aaj bhi meri aankh bhare to Yaad aati ho, yaad aati ho tum Maa.. meri maa.. meri maa.... O maa.. meri maa, meri maa.. maa.. Teri baaton mein apni har ik main Uljhan ka hall pa leta tha Tere hathon ki roti aksar hi Bhookh se zyada kha leta tha Teri baaton mein apni har ik main Uljhan ka hall pa leta tha Tere hathon ki roti aksar hi Bhookh se zyada kha leta tha Tera hissa main Tera qissa main Jo sabko sunaati ho tum Aaj bhi meri baat chale to Yaad aati ho, yaad aati ho tum Aaj bhi meri, aankh bhare to Yaad aati ho, yaad aati ho tum.. Maa.. meri maa.. meri maa.... Maa.. meri maa, meri maa.. maa.. Kone ko thaame tere aanchal ke Be-fikra main so jaata tha Mere dil mein kya Hai tere bina maa Koi samjha hi naa pata tha Jo ho sang tu na To ho jag suna Pyaar itna jataati ho tum Aaj bhi koi ... lage to Yaad aati ho, yaad aati ho tum Aaj bhi meri aankh bhare to Yaad aati ho, yaad aati ho tum O meri maa.. meri maa.... meri maa, meri maa.. maa..

MUJHE ISHQ SE Lyrics / Baarish Female Version - Yaariyan

Mujhe ishq se rehna tha door Gham iske bade jo hain mash'hoor Par ye dil hai ki bilkul mana nahi Mujhe kheench kar dekho le aaya wahin Jahaan ishq hai, bas ishq hai Haan ishq hai, bas ishq hai Yaariyan ve.. Yaariyan ve.. Iss dard-e-dil ki sifaarish Ab kar de koi yahaan Ke mil jaaye ise woh baarish Jo bhiga de poori tarah (x2) Tu jo mila to zindagi hai badli Main poori nayi ho gayi Hai be-asar duniya ki baatein badi Ab teri sunu main sadaa Hmm.. Milne ko tujhse bahaane karun Tu muskuraye wajah main banun Roz bitana saath mein tere Saara din mera Iss dard-e-dil ki sifaarish Ab kar de koi yahaan Ke mil jaaye ise woh baarish Jo bhiga de poori tarah (x2) Kya hua asar tere sath reh kar na jaane Ke hosh mujhe na raha Lafz mere thhe zuban pe aake ruke Par ho na sake woh bayaan Dhadkan tera hi naam jo le Aankhein bhi paigham yeh de Teri nazar ka hi yeh asar hai Mujhpe jo huaa.. Iss dard-e-dil ki sifaarish Ab kar de koi yahaan Ke mil jaaye ise woh baarish Jo bhiga de poori tarah (x2)